Stock market kya hai???
Stock market ek esa market hai jisme stock rakha jata hai our becha or kharida jata hai
Our aasan bhasha mein kaha jaye toh ye esa market hai jisme dukan daar wo hai jiske paas stocks hai our customer wo hai jo unhe buy karta hai.
Ab jante hai ki stock hai kya ??
Stock ek company ka hisse daari lena hai jinhe trading account or dmat account mein rakha jata hai.
Ab ek example se samjhne ki koshish karte hai
Company A
Jiski value 10000
Our ab company ke malik ko iski franchise kholni hai our uske pass fund nahi hai toh yaa toh wo loan lega yaa apni company ka hisse daari ko bhechega
Loan ko debt fund bhi khate hai
Hisse daari bhechana ya kharidna ko equity fund kahte hai
Company A ka malik ko 10000 Chahiye apna naya franchise kholne ke liye toh wo
5000 debt fund lega bank se
Our 5000 apne equity bech dega our fundraising karke dushri franchise bana lega.
Toh company Malik ne jo becha wo hisse daari matlb stocks ya stakes
Jisne kharida wo stock holder
Thank you 🙏
No comments:
Post a Comment